Friday, July 06, 2007

tere liye.....

Puchte hum nazakat se
Kya Jaanu Is Ishq Ka
Na Jee sake iske bina
Na Mar sake iske bina
Ulfat ki Daayre Par
Hum kho gaye tujh mein.
Dubte raahe anjaane mein.
Dil ki lehar pukare tujhe
Dil ka sehar saaware tumhe.
Akir kya Haal Hai Mera?
Koi tho Jaane yahaan.
Lekin Jawaab Na Mile humhe.
Tanhai ko Thaama Humne.
Judaai ko na Seha Paaye.
Harjai Ban gaye Hum tere liye.

1 comment:

Gsquared said...

jaanu kya hua tuje
harjai tho koi bhi ho
lekin tumara majnu
zaroor mil jayega
Agar main kahon
ki woh abhi hai
tho kya karogi.