Tuesday, September 13, 2016

Ishq kya karein!

Tujhe dekhoon tho sakoon
Tujhe mehsoos karo tho chain
Tujhe yaad karu tho takhe rein
Tera lihaaz kiya
Tho Mila tera ishq behadh
Lekin Tujhe Paana Mushqil
Beech mein bhoje Daararein
Ban gaya Deewar Yahaan
Naahi Milega tera saaya
Naaha Milega tera wajud
Baas ibadat ke karam se
Aks Tera Jeene Ka
Sahara Ban gaya
Guzarah Hoga Mera
Tere Ishq ke Ruh Se
Ek Tarfa hi to sahi
Yeh Ishq kambakt
Na jeene dehte na Marna
Tadapte tadapte Phaas gayi
Is Hairakun jahaan mein
Hamesha ke liye
Bas tere ishq ke junoon mein
Dard-e-ishq
Lekin dard-e-khaas hai!