Saturday, July 07, 2007

Ishq ka noor...

dil meherbaani kiya
tumne shikayat samjha
dil mehfooz kiya
tumhe ilzam soojha
dil sifarish kiya
tumhe bewafa laaga
kusurvar toh hum hain
lekin koi shikwah nahi ki
kusur sirf yehi hai
mujrim banaya is ishq ne..
tabah kya is ashq ne...
Bas rah gaye yaadein....
Jo kabhi na bul payenge.
Dard-e-dil tune kya socha,
Aur kya hua...
Tasaboor ki yehi mannat hai tho
Jehannum main hum rahenge...
Jab tak ham payenge
Apna Jannat tere nigahon main.

1 comment:

Gsquared said...

ishq ka noor
kya koi jane
Jo hota hai
bas jaadoo hai
Koi keha nahi sakta
akir ishq hota hai kya